Saturday, March 6, 2010

कुछ सपने

आंखों मे थे जो सजाये सपने
कुछ अपने, कुछ थे पराये सपने


न हो सके पूरे सब लेकिन
बहुत मैने आज़माये सपने




सोने न दें अक्सर ये मुझको
सारी रात मुझे जगाये सपने


कहां जाना था, कहां आ गया मैं
किस जगह, मुझे ले आये सपने


कैसे मिटा दूँ यादों को मैं
दिल से नहीं जाते, भुलाये सपने

9 comments:

  1. na jaane kab ye hakikat ban jaye
    issi ummid me na bujhaye sapne

    ab bas intezaar hai ussi ek pal ka
    zindagi jab badal jaye ye sapne!!

    ReplyDelete
  2. maloom hai wo pal kabhi wapas nahi aayenge
    isliye in aankhon me chupa leta hu ye sapne

    dua hai uss khuda se mujhe wo zindagi de de
    nahi to kahi naasoor na ban jaye ye sapne

    ReplyDelete
  3. chahe hasaye chahe rulaye
    par khamosh na hone paye sapne

    fir chahe naasoor kyu na kehlaye
    dard ka ehsaas mitaye ye sapne

    zindagi se ab lagne lage lage hain
    kuch zaroori se ye adhoore sapne

    ReplyDelete
  4. aaj barso baad toote hai khwaab mere
    to bada yaad aaye wo haseen sapne

    chahta hu so jau sada ke liye
    shayad humesha ke liye mere ho jaye ye sapne

    ReplyDelete
  5. GET LOST!!!
    kabhi achha mat sochna!!

    ReplyDelete
  6. ab to sirf unki talaash hai
    unki jinke dekhta hu main sapne

    aaj khwaab main unko paaya hai
    tum hi batao kaise bhool jau ye sapne

    aaj zid hai meri us khuda se
    ki haqeeqat me badal doonga main apne sapne

    ReplyDelete
  7. chalo achcha hai....nahi to main poori raat baith sakta tha iss par... :)

    ReplyDelete
  8. haan i knw cz tu sab kuch padh chuka hai na....ab to mmfs tu hi top karega!!

    ReplyDelete