आंखों मे थे जो सजाये सपनेकुछ अपने, कुछ थे पराये सपने
न हो सके पूरे सब लेकिन
बहुत मैने आज़माये सपने
सोने न दें अक्सर ये मुझको
सारी रात मुझे जगाये सपने
कहां जाना था, कहां आ गया मैं
किस जगह, मुझे ले आये सपने
कैसे मिटा दूँ यादों को मैं
दिल से नहीं जाते, भुलाये सपने

na jaane kab ye hakikat ban jaye
ReplyDeleteissi ummid me na bujhaye sapne
ab bas intezaar hai ussi ek pal ka
zindagi jab badal jaye ye sapne!!
maloom hai wo pal kabhi wapas nahi aayenge
ReplyDeleteisliye in aankhon me chupa leta hu ye sapne
dua hai uss khuda se mujhe wo zindagi de de
nahi to kahi naasoor na ban jaye ye sapne
chahe hasaye chahe rulaye
ReplyDeletepar khamosh na hone paye sapne
fir chahe naasoor kyu na kehlaye
dard ka ehsaas mitaye ye sapne
zindagi se ab lagne lage lage hain
kuch zaroori se ye adhoore sapne
aaj barso baad toote hai khwaab mere
ReplyDeleteto bada yaad aaye wo haseen sapne
chahta hu so jau sada ke liye
shayad humesha ke liye mere ho jaye ye sapne
GET LOST!!!
ReplyDeletekabhi achha mat sochna!!
ab to sirf unki talaash hai
ReplyDeleteunki jinke dekhta hu main sapne
aaj khwaab main unko paaya hai
tum hi batao kaise bhool jau ye sapne
aaj zid hai meri us khuda se
ki haqeeqat me badal doonga main apne sapne
:)
ReplyDeletebolti band!!
chalo achcha hai....nahi to main poori raat baith sakta tha iss par... :)
ReplyDeletehaan i knw cz tu sab kuch padh chuka hai na....ab to mmfs tu hi top karega!!
ReplyDelete